Remington GAIL keyboard chart

Remington GAIL typing lessons

Zero se Remington GAIL seekho. 9 chhote lessons me home row se lekar aadhe akshar tak, aur har step par screen par dikhta hai ki agli key kaunsi dabani hai. Koi software install nahi.

Lessons

0/9 lessons ho gaye

Kaise seekhein

  1. Lesson 1 se shuru karo aur order me aage badho.
  2. Har lesson ko 3-4 baar karo, jab tak accuracy 90% se upar na aaye.
  3. Highlighted key dekho, keyboard par nazar mat daalo.
  4. Lessons ke baad Remington GAIL typing test se speed check karo.

Remington GAIL lessons: common questions

Remington GAIL kitne din me seekh sakte hain?

Roz 30 se 45 minute practice karo to basic keys 1 hafte me aur theek speed 4 se 6 hafte me aa jati hai. Sabse zaroori hai roz thoda practice karna.

Kya lessons ke liye Remington GAIL install karna padega?

Nahi. Lessons browser me hi chalte hain aur keys khud Remington GAIL ke hisaab se Hindi me badal jati hain.

Lessons kahan se shuru karun?

Lesson 1 se. Har lesson me pichhle lessons ki keys bhi aati hain, isliye order me karo.

Remington GAIL aur Inscript me kya fark hai?

Inscript Windows ka standard Hindi layout hai. Remington GAIL Hindi typewriter jaisa layout hai. Exam notice me jo layout likha ho wahi seekho.

अक्सर पूछे जाने वाले सवाल

रेमिंगटन गेल टाइपिंग कितने दिन में सीखी जा सकती है?

रोज 30 से 45 मिनट अभ्यास करने पर बुनियादी कुंजियां लगभग 1 हफ्ते में और ठीक-ठाक स्पीड 4 से 6 हफ्ते में आ जाती है। रोज थोड़ा अभ्यास करना सबसे जरूरी है।

रेमिंगटन गेल टाइपिंग सीखना कहां से शुरू करें?

पाठ 1 से शुरू करें, जिसमें होम रो के अक्षर हैं। हर पाठ में पिछले पाठों की कुंजियां भी आती हैं, इसलिए क्रम से करें।

क्या पाठों के लिए रेमिंगटन गेल इंस्टॉल करना पड़ेगा?

नहीं। पाठ ब्राउज़र में ही चलते हैं और कुंजियां अपने आप रेमिंगटन गेल के अनुसार हिंदी में बदल जाती हैं।

रेमिंगटन गेल और इनस्क्रिप्ट में क्या अंतर है?

इनस्क्रिप्ट विंडोज का मानक हिंदी लेआउट है, जबकि रेमिंगटन गेल हिंदी टाइपराइटर जैसा लेआउट है। परीक्षा की अधिसूचना में जो लेआउट लिखा हो वही सीखें।

Aur dekho