Kruti Dev typing lessons
Zero se Kruti Dev seekho. 9 chhote lessons me home row se lekar aadhe akshar tak, aur har step par screen par agli key dikhti hai. Kruti Dev font install karne ki zaroorat nahi.
Lessons
Kaise seekhein
- Lesson 1 se shuru karo aur order me aage badho.
- Har lesson ko 3-4 baar karo, jab tak accuracy 90% se upar na aaye.
- Highlighted key dekho, keyboard par nazar mat daalo.
- Lessons ke baad Kruti Dev typing test se speed check karo.
Kruti Dev lessons: common questions
Kruti Dev kitne din me seekh sakte hain?
Roz 30 se 45 minute practice karo to basic keys 1 hafte me aur theek speed 4 se 6 hafte me aa jati hai.
Kya Kruti Dev font install karna padega?
Nahi. Hum tumhari typing ko Unicode Hindi me badal ke dikhate hain, isliye font ke bina bhi sab saaf dikhta hai.
Kruti Dev me chhoti i ki matra pehle kyun type hoti hai?
Kruti Dev ek font hai jisme ि ki matra akshar se pehle type hoti hai. Lessons me hint ye khud dikhata hai.
Kruti Dev aur Remington GAIL me kya fark hai?
Keys ki jagah dono me lagbhag ek jaisi hai. Kruti Dev purana font hai aur Remington GAIL Unicode (Mangal) me type karta hai.
अक्सर पूछे जाने वाले सवाल
कृतिदेव टाइपिंग कितने दिन में सीखी जा सकती है?
रोज 30 से 45 मिनट अभ्यास करने पर बुनियादी कुंजियां लगभग 1 हफ्ते में और ठीक-ठाक स्पीड 4 से 6 हफ्ते में आ जाती है।
कृतिदेव टाइपिंग सीखना कहां से शुरू करें?
पाठ 1 से शुरू करें और क्रम से आगे बढ़ें। हर पाठ में पिछली कुंजियां भी आती हैं और स्क्रीन पर अगली कुंजी चमकती है।
क्या कृतिदेव फॉन्ट इंस्टॉल करना पड़ेगा?
नहीं। हम आपकी टाइपिंग को यूनिकोड हिंदी में बदलकर दिखाते हैं, इसलिए फॉन्ट इंस्टॉल किए बिना भी अभ्यास हो जाता है।
कृतिदेव और रेमिंगटन गेल में क्या अंतर है?
दोनों में कुंजियों की जगह लगभग एक जैसी है। कृतिदेव पुराना फॉन्ट है, जबकि रेमिंगटन गेल यूनिकोड (मंगल फॉन्ट) में टाइप करता है। परीक्षा की अधिसूचना में जो लिखा हो वही अभ्यास करें।