Lesson 8: Ank aur poorna viram
Number row par ank (1 2 3...) aur Shift+1 par poorna viram (।) hai. Exam ke passages me saal aur tarikh aate hain, isliye ye practice zaroori hai.
Is lesson ki keys
11 · Shift ।22 · Shift /33 · Shift ◌ः44 · Shift *55 · Shift -66 · Shift ‘77 · Shift ’88 · Shift द्ध99 · Shift त्र00 · Shift ऋEम · Shift म्Rत · Shift त्Uन · Shift न्Iप · Shift प्Oव · Shift व्Pच · Shift च्S◌े · Shift ◌ैDक · Shift क्Gह · Shift ळH◌ी · Shift भ्Jर · Shift श्रK◌ा · Shift ज्ञLस · Shift स्Vअ · Shift टNद · Shift छ
Dhundhli keys is lesson me nahi aati. Highlight wali key dabao aur Space se word poora karo.
Practice
Phone ke on-screen keyboard par Remington GAIL keys kaam nahi karti. Bluetooth ya OTG keyboard jodo to chalegi, aur jaise hi pehli key dabaoge ye note hat jayega.
Yahan click karo aur typing shuru karo. Timer pehli key se chalega.
Tips
- Ank type karte waqt Num Lock wale keypad ka nahi, upar ki number row ka use karo.
- Danda (।) ke baad Space dabana mat bhoolo.