Lesson 6: Aadhe akshar aur sanyukt akshar
Shift ke saath aadhe akshar milte hain, jaise क्, त्, प्. Inhe pichhle akshar se jod kar sanyukt akshar bante hain: क्या, प्रकार, राष्ट्र. Z key se ्र (प्र, क्र) aur Shift+Z se र् (कर्म, वर्ष) milta hai.
Is lesson ki keys
Q◌ु · Shift फW◌ू · Shift ◌ॅEम · Shift म्Rत · Shift त्Tज · Shift ज्Yल · Shift ल्Uन · Shift न्Iप · Shift प्Oव · Shift व्Pच · Shift च्A◌ं · Shift ◌ाS◌े · Shift ◌ैDक · Shift क्F◌ि · Shift थ्Gह · Shift ळH◌ी · Shift भ्Jर · Shift श्रK◌ा · Shift ज्ञLस · Shift स्;य · Shift रू'श् · Shift ष्Z◌्र · Shift र्Xग · Shift ग्Cब · Shift ब्Vअ · Shift टBइ · Shift ठNद · Shift छMउ · Shift ड,ए · Shift ढ.ण् · Shift झ/ध् · Shift घ्
Dhundhli keys is lesson me nahi aati. Highlight wali key dabao aur Space se word poora karo.
Practice
Phone ke on-screen keyboard par Remington GAIL keys kaam nahi karti. Bluetooth ya OTG keyboard jodo to chalegi, aur jaise hi pehli key dabaoge ye note hat jayega.
Yahan click karo aur typing shuru karo. Timer pehli key se chalega.
Tips
- Shift hamesha doosre hath se dabao.
- Aadhe akshar ke baad pura akshar type karo, ya aa ki matra dabao jo aadhe ko poora kar deti hai (Remington GAIL).
- Sanyukt akshar sabse zyada galti karwate hain, is lesson ko baar baar karo.