Lesson 5: Neeche wali row ke akshar
Neeche wali row me ग ब अ इ द उ ए jaise akshar hain. Ab tumhare paas lagbhag poore roz ke words ke akshar hain.
Is lesson ki keys
XगCबVअBइNदMउ,ए
Dhundhli keys is lesson me nahi aati. Highlight wali key dabao aur Space se word poora karo.
Practice
Phone ke on-screen keyboard par Kruti Dev keys kaam nahi karti. Bluetooth ya OTG keyboard jodo to chalegi, aur jaise hi pehli key dabaoge ye note hat jayega.
Yahan click karo aur typing shuru karo. Timer pehli key se chalega.
Tips
- Neeche ki row ke liye ungli niche ki taraf jaye, kalai seedhi rakho.
- Dheere dheere type karo, galat key dabane se behtar hai rukna.